safe mode kya hai ? Safe mode enable ya disable yani turn On | turn Off kaise kare



What is safe mode ? How to activate or turn On and deactivate or turn off safe mode in hindi





Namaskar dosto aapsabhiko mere howtohelpinhindi.blogspot.com blog me swagat hai. Aaj hama sikhenge ki ham apne mobile phone me safe mode kya hota hai. Safe mode enable aur disable kaise karte hai.  Yani ham apne mobile phone me safe mode ko kaise turn on aur Off karsate hai. Isse hame kya kya fayada hoga. Insabhi ke bareme aaj ham yaha par details me janenge. To chaliye ham details ke sabhi ke bareme jante hai ki Save mode kya hai. Safe mode ko kaise enable karte hai. Safe mode enable karneka fayada. Safe mode ko kaise disable yani turn off karte hai.

Mobile phone me Safe Mode kya hai | what is safe mode in mobile phone :-



Aapne Safe mode ka naam to jaru suna hoga. Agar aap pc use karte hai to definitely safe mode ka naam suna hoga. Safe mode jaise hi computer me kaam karta hai lagbhag waise hi mobile me bhi kaam karta hai. Safe mode se mobile ke operating system achhi tarha se kaam karne lagjata hai. Aur mobile me jitne bhi third party apps hai safe mode enable karne par wo sabhi third party apps ko band kardega. Jisse aapka mobile bahut hi badhiya chalne lagega. Aap safe mode ko apne phone me jab chahe active aur deactivate karsakte hai.

Mobile phone me Safe mode enable yani activate karne ka fayade :-


Safe mode turn on yani activate karne se hame kafi sare fayade hota hai. Aajkal mobile ka hang hona to aam baat hogaya hai. Har koi mobile hang ke problem se paresan hai. Bahut se logo ko to mobile hang honeka reason bhi pata hota hai par bahut se logo ko isska reason nahi bhi pata hota hai. Aur wo sab sochte hai aare yaar hamara to mobile hi duplicate hai. Asal me aisa nahi hota hai. Jab hamare mobile phone ke storage ya fir ram full hojata hai to hamara phone hang hone lagta hai.

Aajkal har kisi chij ke liye ek alag se app aaraha hai. Aur ham sab kuchh naya karna chahte hai. Hamare sabhi kaamko easy banane keliye aajkal internet par ke apps maujud hai. Ham unapps ko download kar apne phone par install karte hai. Aur karna bhi padta hai kyuni bahut kaam bina kisi apps ke nahi hota hai. Aur kaam khatam hojane ke badh bhi wo apps aise hi hamare phone me pade hote hai jisse hamare mobile ka ram full hojata hai. Aur fir hamara mobile hang karne lagta hai.
Ab mobile kyun hang hota hai isske bareme ham kisi aur din details me baat karenge. To save mode kya karta hai inhi sabhi  third party apps ko band yani restrict kardeta hai yani band kardeta hai. Jisse hamara mobile phone hang nahi hota hai aur kafi fast chalta hai.

Hamse jane anjane me agar mobile phone ka settings bigar gaya hai. Yani settings ko milane me problem agaya hai to save mode isse bhi thik kardeta hai. Kyun ki safe mode mobile ki settings ko pehle jaisa kardeta hai. Yani mobile phone ki settings ko default kardeta hai.

Safe mode On karke apne phone ka battery kafi had tak bacha sakte hai. Aap safe mode ko On karke apne phone ke sabhi third party apps ko uninstall karsakte hai. Agar aap apne apps ko band kardete hai to aapke phone ka charge kafi jyada der tak chalega.  Aise aur bhi kuchh fayade hai.

Android mobile phone me Safe Mode enable yani activate karne ka nuksan :-


Dekhiye isska to koi khas nuksan nahi hai. Fir bhi dekhajaye to kuchh simple problem aata hai. Jaise ki aapka koi daily use karne bale apps bhi inactive hojayega. Aapke mobile phone ka inter setting milana padega. Aapke wallpaper change hojayega. Aise kuchh problem aayega.

SEE MORE :

∆ Android mobile me display lock screen owner information kaise show kare

∆ Android mobile me 100 GB free online storage kaise paye | how to get 100 GB drive

∆ Mobile phone me Open aur Secured Wifi hotspot kaise create kare full details

∆ Apna koi bhi personal calls kaise hide aur lock kare dusre se ya chat me badle

∆ Android mobile me deleted files ko recover kaise kare like videos,musics,apps


Android mobile phone me Safe mode Activate yani turn On kaise kare :-
How to turn activate or turn On safe mode on Android mobile phone in hindi :-


1. Sabse pehle aap apne Android mobile ke Power button ko long press kare. Yani Power button ko lagbhag 5-6 second tak dabaye rakhiye.

2. Usske badh aapko Reboot to Safe mode ka option dikehga aapko ussme Ok ke button par click kardena hai. Aap Picture me bhi dekhsakte hai.




3. Ab aapke mobile phone me Safe mode activate hone lagega. Safe mode activate hojane par aapke mobile ke screen par left side me Safe Mode likha huwa aajayega. Aap upar picture me bhi dekhsakte hai.


Note :- Safe mode activate hone par aapke phone me koi bhi third party  nahi chalega. Sirf wohi apps chalega jo aapke phone par pehle se install hai. Ye post knowledge ke liye hai aap safe mode on kare ya nakare ye aapki marji hai.


Ab aapke phone me safe mode active honepar aap apne phone ko bade aasani se access kar payenge. Aapka phone bahut fast bhi chalega. Aap jab chahe apne phone me se safe mode ko deactivate yani turn off karsakte hai.

Android mobile phone me safe mode deactivate yani turn off kaise kare :-




1. Sabse Pehle apne mobile phone ke Power button ko long press kijiye. Yani kuchh dertak dabaye rakhiye.


2. Fir aapko restart ya fir reboot ka option dikehga aapko usspar click karna hai. Ab aapke mobile phone se Safe mode deactivate yani turn off hojayega. Fir screen par se bhi Save mode likha huwa hat jayega.




Aap jab chahe apne mobile phone me safe mode activate yani turn On ya fir deactivate yani turn off karsakte hai.

Aapke mobile me safe mode deactivate yani turn off hojane par aapka phoneme fir se wo sare apps run karne lagenge. To chaliye ham kisiko kuchh karne ke liye force nahi karte hai. Ham iss blog par sabhi post knowledge ke liye share karte hai. Ye aap par depend karta hai ki aap isse use kare ya nakare.

Niche puchhe gaye maine sabhi questions ka jabab iss pot me dene ki kosis ki hai.

Safe mode kya hai , android mobile phone me  safe mode on kaise kare , android mobile phone me safe mode kaise enable kare , Android mobile phone me safe mode kaise activate kare , Safe mode activate karne ka fayada , safe chalu karne se kya hoga , Safe mode ka istemal kaise kare , android mobile phone me safe mode kaise use kare , safe mode istemal karne ka tarika , what is safe mode in hindi , how to activate safe mode in android mobile , how turn on safe mode  in hindi , how to enable safe mode in hindi , Android mobile phone me safe mode kaise off kare , android mobile me safe mode kaise hataye , safe mode band kaise kare , safe mode hatane ka tarika, safe mode disable karne ka tarika , safe mode deactivate kaise kare , Samsung Mobile me safe kaise active kare , Samsung Mobile me safe mode kaise on kare , Samsung Mobile me safe mode kaise off kare , Samsung Mobile me safe kaise deactivate kare ,  Safe mode क्या है , safe mode कैसे on और off करे etc.


SEE MORE :

∆ Microsoft email account kya hai ? - Hotmail | Outlook ka account kaise banaye

∆ Microsoft account ka password bhul jane par reset yani recover kaise kare

∆ facebook profile name kaise change kare mobile aur computer dono se puri jankari

∆ Gmail email aur google plus ka profile picture kaise change kare full details

∆ Youtube 1000 views aur 1ads click ke kitne paisa dete hai puri jankari hindi me

 Apne facebook timeline me logo ko post ya tag karne se kaise roke full deatails

∆ Instagram kya hai - short history Instagram par free account kaise banaye

∆ Twitter kya hai Short history- Twitter par free account kaise banaye




To dosto aapko ye article kaisa laga comment karke jarur bataiye ye article aap howtohelpinhindi.blogspot.com par padh rahe the aise aur bhi article padhne ke liye hamare iss blog ko dekhte rahiye. Aur ekbar Home jarur check kare sabhi article dekhne ke liye. Ab maine aap ke liye itna time dekar itna help ki hai to thoda time dekar aap bhi mere help kijiye. Aapko kuchh jyada nahi karna hai sirf iss article ko aapko apne dosto ke sath Facebook,twitter aur google plus par share karna hai niche share ka button hoga uspar click kardijiye aur hamare site howtohelpinhindi.blogspot.com ke bareme apne dosto ko bhi jarur bataiye taki wobhi kuchh sikhle. Dusro ko kuchh achhe sikhakar ya batakar aap bhi logoki help karke social work karsakte hai. Agar mujhse article likhne me koi galati hogaya ho to please mujhe maaf kar dijiyega.


SEE MORE :

∆ Microsoft yani hotmail | outlook account ka profile name kaise change kare

∆ adsense kya hai adsense account kaise banaye mobile | pc se full details hindi me

∆ Email account kaise banate hai gmail par/how to create gmail account

∆ Gmail ka password bhul gaya hu kaise forgotten gmail ka password reset kare

∆  Padhai karne ke liye kaunsa sa time best hai day or night study tips in hindi

∆ Blog kya hai? blogging kyun important hai full details with questions-answer


Note : Hamare blog ko subscribe jarur kare taki sabhi naya naya post sidha aapke email par vej diyajayega. Aap niche view web version par click kijiye fir Email subscribe ke button par click karke subscribe jarur kijiye. Aap niche Catagory me hamare aise aur bhi bahut se post padh sakte in.

Facebook page -Howtohelpinhindi



SEE MORE :

Blogger blog ka Tittle Description privacy aur blogaddress kaise change kare

∆ SEO (Search engine optimization) kya hota hai? ~ SEO ke fayade |Benefits kya hai?

∆ Desktop template | theme ko mobile device par kaise show kare - mobile friendly

∆ Apna facebook post ko selected friends ya kisi personal friend se kaise hide kare

∆ Biography Of Facebook Ceo Or owner Mark Zuckerberg Success story in hindi

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »