instagram ka password bhul jane par reset | recover kaise kare full details

How to reset | recover forgotten instagram password full details in hindi







Namaskar dosto aap sabhiko mere howtohelpinhindi.blogspot.com me swagat hai. Aaj ham sikhenge ki ham apne instagram ke password kaise change karsakte hai. Aajkal instagram par kiska account nahi hoga. Jo internet user hai aur social media use karte hai to unka instagram par to account hote hi hai. Kyunki facebook ki tarha aajkal instagram bhi kafi popular hogaya hai. Lagbhag bahut se fb user instagram use karte hai. Dekhiye aajkal password bhul jana koi badi baat nahi hai. Password bhulna to aam baat hogaya hai. Hamare pass aajkal itne sare account hote hai ki hame account ka naam bhi pata nahi hota hai password kya gai hai usska to baat hi chhodiye. Ham yaad rakhe bhi to kitne password yaad rakhe. Kafi sare account hone ke wajah se ham apne kisi account ke password bhul jate hai.  Aur fir hame badh me uss account ko open karne me kafi problem hota hai. Aise me hame lagta hai ki sayad ab ham apne uss apna instagram ka account  ab firse open nahi kar payenge. To chaliye ham janlete hai ki ham kaise apne instagram ki password bhul jane par  firse reset kar payenge. To aap post ko achhi tarha se padhiye aur samajhiye.




Mobile aur computer se apna instagram account ka password kaise reset kare :-


Instagram ka password reset karne ka donome lagbhag same hi method hai.

1. Sabse pehle aap apne browser me instagram.com kholkar login page par aana hai. Kisi bhi tarha aapko apne instagram ke login page par aana hai.


2. Usske badh aapko forget lar click karna hai.

3. Usske badh aapke samne ek Reset password ka page khulega jisme kuchh options hoga istarha,

# Email or Username :-


Yahapar aapko apna Email dalna hai jo aapne instagram ka account banate wakt dala tha. Ya fir aap instagram account ka username bhi dal sakte hai.


# Recaptcha :-


Yaha par aapko ek captcha code dikhega uss codeko niche dalna hai. Aapko captcha code samajh me na aaye to aap refresh karke dusre captcha code pa sakte hai. Aapko wahapar speaker ka bhi icon dikhega aap usspar click karke captcha code ko sun bhi sakte hai. 





4.  Usske badh aapko Reset Password par click kardena hai.


5. Usske badh aapko apne uss instagram account ke recovery bale email account me login karna hai. Fir aapko ek mail dikhega instagram Reset Password ka aapko uss mail me instagram reset password par click karna hai. 



6. Fir aap instagram ke new password page par chale jayenge to aapko waha par New password dalna hai jo aap rakhna chahte hai. Fir confirm password me aapko firse uss password ko dalkar confirm kardena hai.




7. Fir aapko Reset password par click kardena hai. Ab aapka password successfully reset hojayega.


Isstarha aap apne instagram ke password bhul jane par kabhi bhi usse firse reset karsakte hai.


To dosto aapko ye post kaisa laga comment karke jarur bataiye ye post aap howtohelpinhindi.blogspot.com par padhrahe the aise aur bhi bahut sare post padhne ke liye hamare iss blog ko visit karte rahiye. Aur ekbar Home jarur check kare sabhi posts dekhne ke liye. Ab maine aap ke liye itna time dekar itna help ki hai to thoda time dekar aap bhi mera help kijiye. Aapko kuchh jyada nahi karna hai sirf iss article ko aapko apne dosto ke sath Facebook,twitter aur google plus par share karna hai niche share ka button hoga usspar click kardijiye aur hamare site howtohelpinhindi.blogspot.com ke bareme apne dosto ko bhi jarur bataiye taki wo bhi kuchh sikhle. Dusro ko kuchh achhe sikhakar ya batakar aap bhi logoki help karke social work karsakte hai. Agar mujhse post likhne me koi galati hogaya ho to please mujhe maaf kar dijiyega.

Note : Ye post sirf knowledge ke liye ke liye share kiya gaya hai. Aap isse kis roopse lenge ya kaise upyog karenge ye aap janiye. Agar aap kisi post ka galat istemal karte hai to uska jimmedar aap khud honge ye site nahi. Kyunki iss blog par sikhaye gaye sabhi post sirf knowledge ke liye hai. Hamare blog ko subscribe jarur kare taki sabhi naya naya post sidha aapke email par vej diyajayega. Aap niche view web version par click kijiye fir Email subscribe ke button par click karke subscribe jarur kijiye. Aap niche Catagory me hamare aise aur bhi bahut se post padh sakte hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

13 comments

comments
August 24, 2019 at 9:50 AM delete

Great full contents brother Specially this Article thank for sharing important Point Cover to success for Instagram account delete instagram-video-photo-download

Reply
avatar
August 24, 2019 at 9:50 AM delete

This Article information is really amazing thanks Moving Downloading

This Article information is really amazing thanks for share this post thank you Free Movies Download HD

Very nice post your site is great Creat a branded channel free

Thanks you so much your sharing information Yaara teri yaari ko song

Reply
avatar
October 3, 2019 at 11:28 AM delete

Bhai mere purana account Nhi khul raha hai aur sayad maine use naam se dusara account bana liya hai pahle Wale ka password Nhi yaad hai Kya karu

Reply
avatar
June 22, 2020 at 4:05 AM delete

Bhai Maine jisse account bnaya hai vo number band ho gya hai aur password bhi bhul gye ab Kya kre please help me

Reply
avatar
September 17, 2020 at 12:19 PM delete

Instagram ka password kaise pata kare

Reply
avatar
February 21, 2021 at 12:56 AM delete

fantastic article sir keep sharing your article is knowledgeable

personal blog full detail here

Reply
avatar
June 13, 2021 at 5:02 AM delete

aap ne bahot achha article likha hain how to check wifi password in windows 10 ke liye ayah click kare

Reply
avatar
February 2, 2022 at 7:51 AM delete This comment has been removed by the author.
avatar
Anonymous
March 12, 2022 at 8:01 PM delete

Instagram Ka Password Bhul Jane Par Reset >>>>> Download Now

>>>>> Download Full

Instagram Ka Password Bhul Jane Par Reset >>>>> Download LINK

>>>>> Download Now

Instagram Ka Password Bhul Jane Par Reset >>>>> Download Full

>>>>> Download LINK

Reply
avatar