Short time Preparation : How to study for exam in 1 day or 1 week or 1 month fyll details
Namaskar dosto aap sabhi mere howtohelpinhindi.blogspot.com blog me ekbar firse swagat hai. Aajka jo topic hai wo students ke liye bohot hi important aur effective hai. Mai aapko iss post me kuchh aise aise tips bataunga jo ki aapke liye exam kafi sara helpful hoga. Mai ummid karta hu ki aaj ke iss post se aap sabhi students ko kafi fayada hoga. Aapko to pata hi hoga ki students ke liye exam kafi mayane rakhta hai. Aur exam ek aisa chij hai jissko ham pass na kiye bina agadi class me nahi ja sakte hai. To students ko kya hota hai ki jab jab exam najik yani karib aaine lagta hai to jyadatar students ko stress badhne lagta hai. Aur sochne lagata hai ki are yaar ab mai kya karu mera exam bhi kafi najik aagaya maine kuchh padha bhi nahi hai. Ab kya hoga exam me mai kaise pass kar paunga. Koi aisa tips ya tricks miljata jisse mai exam me at least pass bhi kar pate. Ham issi depression me rehte hai. Aur fir youtube , google yani internet par ham kuchh iss tarha ki chije search karne lagte hai ,
• 1 din ya 1 rat me padhai kaise kare.
• 1 din ya 1 me exam ke tyari kaise kare.
• 1 din ya 1 rat me exam pass kaise kare.
• 1 din ya 1 rat me topper kaise bane.
• 1 dinme pura syllabus kaise khatam kare.
• how to prepare in 1 day or 1 night before the exam in hindi.
• how to become a topper in 1 day.
• how to prepare for exam in 2 day or 3 day.
• 2 din ya 3 din me exam ki tyari kaise kare.
• 1 week me exam ki preparation kaise kare.
• 1 week padhkar exam me achha marks kaise laye.
• 1 week me topper kaise bane.
• How to study in 1 week for exam in hindi.
• 1 month padhkar exam me top kaise kare.
• How to become a topper in 1 month.
• 1 din ya 1 me exam ke tyari kaise kare.
• 1 din ya 1 rat me exam pass kaise kare.
• 1 din ya 1 rat me topper kaise bane.
• 1 dinme pura syllabus kaise khatam kare.
• how to prepare in 1 day or 1 night before the exam in hindi.
• how to become a topper in 1 day.
• how to prepare for exam in 2 day or 3 day.
• 2 din ya 3 din me exam ki tyari kaise kare.
• 1 week me exam ki preparation kaise kare.
• 1 week padhkar exam me achha marks kaise laye.
• 1 week me topper kaise bane.
• How to study in 1 week for exam in hindi.
• 1 month padhkar exam me top kaise kare.
• How to become a topper in 1 month.
Itna hi nahi aise aise bohot se sabal hamare man me aate rehte hai. Par ham kya internet par ghanto apna time waste issiko khojne me waste yano barbad karlete hai hai. Aur ham internet ke duniya me kaha se kaha pahuch jate hai. Hamara distraction hojata hai. Issike chakkar ham apna study kharab karlete hai. To aaj mai aapko kuchh aisa hi 1 day , 1 month ya fir 1week me exam ke liye prepare kaise karte hai isske bareme bataunga. Jisse aapke study ko kafi fayada ho aur aap ek achha result hasil kar paye.
Also See:-
► Padhai karne ke liye kaunsa sa time best hai day or night study tips in hindi
∆ Part - 2 padhneka aur padhahuwa 100% yaad rakhne ka top 10 remembering methods
∆ Part-1 Padhne ka ya Padha huwa 100 % yad yani remember karne ka 10 tarika
► Padhai karne ke liye kaunsa sa time best hai day or night study tips in hindi
∆ Part - 2 padhneka aur padhahuwa 100% yaad rakhne ka top 10 remembering methods
∆ Part-1 Padhne ka ya Padha huwa 100 % yad yani remember karne ka 10 tarika
To chaliye dosto mai aapko batane jaraha hu ki ham short time me yani kam samay ke exam keliye study kaise kare. How to study in short time for the exam in hindi. Mai last me aapko kuchh important tips dunga jo ki aap sabhi ke liye kafi helpful hoga.
1 din , 2 din ya fir 3 din me exam ki tyari kaise kare :-
How to study for the exam in 1 day , 2 day or 3 day :-
Dekhiye dosto ham sochte hai ki hamare pass ab time nahi raha aur course bohot sara padhna hai kaise kar paunga ye sab 1 din me. Ham yahi soch soch kar apna wo important 1 din bhi waste yani barbad kar lete hai. Aur fir jab ham exam dekar aate hai to hame lagta hai aare yaar questions to kafi easy tha kash thoda sa bhi padh liya hota mai aaj ka paper thoda achha karpata. Agar 1 ya 2 din bhi padhliya hota to sayad pass marks lasakta tha. To dosto ye sochne ki mauka hi na de agar aapke pass 1 din bhi hai to aap padhiye. Aap jitna hosake apne tarika se padhiye fir bhi mai aapko yaha kuchh tarika bata raha hu ki ham kaise exam exam ke liye 1 din me padhe. Aage mai aapko bohot hi fayade ka kuchh tips dunga jo ki inhi sabse related hoga.
- Aap sabse pehle apne notes yani sheet air apna copy , book apne sath lekar padhne baithiye. Koi faltu ka book apne sath mat rakhiye warna aapka dhyan distraction hoga.
- Ek shant environment me padhiye agar aapke ghar me aisa environmen nahi hai to aap kahi aur jakar padhiye jaha par aapko koi disturb na kare. Jaise ki dost ka ghar ya fir kisi aisi jagah jahapar koi aapko disturb na kare.
- Agar aapke pass koi notes nahi hai aapke friend ke pass hai to aap ussko apne khateme likhkar copy na kare warna aapka time barbad hoga issime. Kyunki aapke pass time bohot kam hai. Agar short kuchh hai to aap likhsakte hai aura agar jyada notes hai to aap usse kisi shop me jakar photo copy karbalijiye.
Isse kya hoga aapka time bacheja aap chahe to apne mobile me photo click karke bhi rakh sakte hai. Par mobile ka galat upyog na kare. Mobile me bohot time waste hojayega so mobile na hi use kare to behtar.
- Jab aap padhne baithoge ke to apne sabhi needed yani aavashyakta ka chij sath me lekar baithe. Taki aapko ye sab kahi se lekar aane me aapka dhyan kahi galat chijo par na vatke.
- Usske badh aap jo man me aaye wo na padhe sirf wohi chij padhe jo aapko lage ki exam me isska aane ka chances kafi jyada hai.
Agar aapke pass samay jyada hai jaise ki 1 month to aap thoda details me bhi kuchh padhsakte hai.
- Koi bhi topic padhne se pehle aap ekbar hosake to uss topic se related questions ko dekhlijiye. Fir topic padhiye wo kyun mai aapko isske bareme aage bataunga.
- Bich bich me breaks agar lete hai to koi aisa chij na kare jisse aapka dhyan kahi aur chale jaye. Warna aap baitho ge study karne ke liye aur aap karoge study time waste.
- Agar aapka concentration nahi horaha hai to aap apne dono aankhen band karke kuchh na soch kar lambi sase lekar manko saant rakhne ki kosis kijiye. Jisse meditation bhi bolte hai.
- Aur aapka Brain padhai me concentrate nahi horaha hai to aap padhai par se uthiye mat aap baithe rahiye aur kuchh aise topic dekhiye jisse aap aasani se samajh jawo. Fir dekhna apne aap concentration hone lagega.
- jitne padhte hai aap unsab ko review jarur kare taki aap uss topic jyada samajh sake. Jyadatar samajhne ki kosis kare.
- Jab subah yani morning me sokar uthte hai to jarur wo important topic padhiye aur review kariye.
- Aap koi aisa 30% ya 40% course padhiye aapke 60% ya 70% marks cover kar sake.
- jitna hosake aap iss time apna jyada time apna study me.
- Agar aapka kisi subject ka exam kahi kharab hoajata hai to bhi aap agle exam ke liye padhai na chhode aur usse aur achha mehnat kijiye taki aap ussko achha karpaye.
- Jis subject ka exam aapka bigad jata hai aap usske bareme jyada na soche warna aane bala exam bhi bogad jayega. Jo huwa so huwa aage ka exam achha karne ke liye sochiye.
- Mobile phone se jitna hosake dur rahiye aur sahi istemal kijiye.
- Mobile phone se jitna hosake dur rahiye aur sahi istemal kijiye.
1 week yani 1 hapte me exam ke liye study kaise kare :-
How to study for exam in one week :-
Dekhiye dosto ye bhi upar ki hi tarha related hai. Aap jaise ki 1 din kaise exam ke liye study kare. Wohi sab method aapko issme bhi follow karna hai. Aapko 1 week study me 1 day se bohot jyada time hoga to aap apna time jyada se jayada study me de.
1 manine me exam ka tyari kaise kare :-
How to study for exam in 1 month :-
Dekhiye dosto ye bhi upar ki hi tarha related hai. Aap jaise ki 1 din kaise exam ke liye study kare. Wohi sab method aapko issme bhi follow karna hai. Aapko 1 month study me 1 day aur 1 week se bohot jyada time hoga to aap apna time jyada se jayada study me de. Taki aap aur bhi behtar kar paye aur aapko badhme aisa kuchh sochne ki mauka na de ki maine kuchh nahi padha ab kya karu.
To ye kuchh power tips jisse aap apne kam samay me jyada padh skate hai ye bhi upar se hi related hai. Insabko mai iss post jayada describe nahi karunga ye post kafi lamab hogaya hai. Agar aap chahte hai ki isska describe karu to aap comment kijiye mai kisi aur post me isska full details bataunga.
1. Belief :-
Aapke liye belief kafi important hai. Duniya biswas yani dharna se apne bohot kuchh kar rahe hai to aap kyun nahi kar sakte hai.
2. Review Review and Review :-
Aap jitna hosake review yani revisions kare. Aap jitna revisions karoge aap apne aapko utna sikha pawoge. So aa review karna na bhule.
3. Gather The Resources :-
Aap apne sabhi study ke aavashyak instruments , Books etc. apne sath rakhiye. Isse aapka distraction nahi hoga.
4. Good Environment :-
Aap study ke liye ek achha environment banaiye taki aapko padhne me man lage. Aur aap jyada padh paye.
5. Reverse Study :-
Ye ek kamal ka trick hai isse ham power trick bol sakte hai. Agar aap isske bareme details me janna chahte hai to aapne comment karke ya fir facebook page par msg karke bataiye mai aapko isska ek details me post banauga. Jo ki kafi effective hoga students ke liye. Kamal ka tricks hai ye.
To dosto aap iss tricks aur tariko ko follow karke kam se kam samay me jyada se jayada syllabus padh sakte hai. Maine study se related aur bhi kafi sare post ki hai to aap wo student and study catagory jakar wo post bhi dekh sakte hai. Aapne apna itna bahumulya samay hame dene ke liye aapko bohot bohot dhanyavad. Aap isse jyada se jyada share kijiye taki sabhi students isska fayad uthasake. Aur aapko ek baat bata du ki iss howtohelpinhindi.blogspot.com blog me sabhi post knowledge ke liye share ki jati hai.
4 comments
commentsSir this is good.
ReplyHello sir how are u ??
ReplySir your information is very good and thank u so much for this information. And I’m a teacher. I sharing computer education and I have a website ..i share LearnRSCIT and CCC Online Tyari also Computer MCQ
language.
Thank u sir..
Nice to meet you.
how to overcome anxiety in hindi
Reply<a href="https://spiritualbane.com/how-to-overcome-anxiety-in-hindi/</a>
तो इसका सबसे सीधा और सबसे कारगर जवाब हैं सच्चाई को देख लेना।यानि की जो हैं जैसा हैं उसे वैसा ही देख लेना जान लेना। How To Overcome Anxiety