How to add or upload logo or image on your blogger blog's header in hindi
Namaskar dosto aap sabhiko mere blog me swagat hai. Aaj ham sikgenge ki kisi blog ke header me matlab upar jo bahut hi achha achha logo aur pictures lage hote hai wo ham apne blog me kaise lagaye. Aap lagbhag sabhi blog par uskr blog ka logo header me dekhte honge. Aap kisi blog par visit karte ho to uske blog upar header me aap ek logo ya image laga huwa dikhta hai. Fir ham bhi sochte hai ki yaar ye logo apne blog par kaise upload kare.
Apne blog ke liye logo kaise banate hai-
Apne blog ke liye ek badhiya logo kaise banate hai wo ham aapko kisi aur post me details me batayenge. Avi agar aap already koi logo ya images bana chuke hai to wo kaise apne blog ke header me lagate usske bareme batayenge. To agar aapne apna logo taiyar karli hai to usse apne mobile ya computer me ek folder banakar rakhlijiye. Isse hame apne blog me logo ya image upload karte samay uss logo ya images ko khojne me aasani hoga.
Apne blogger blog ke header me logo kaise upload yani add kare mobile ya fir computer dono se-
Aap mobile ya computer dono se apne blog me logo ya images laga sakte hai. Dono me same hi process hai. Aap apne blogger blog ke header me logo ko mobile se bhi upload kar sakte hai. Aap bas ek achha browser use kijiye jaise ki chrome browser, firefox ya fir puffin browser aap ye kaam sayad kisi aur me kar sakte hai mai aapko ek achha browser hi use karneko kahunga. To chaliye ham isse details me samajhte hai.
1. Sabse pehle aap blogger.com par jakar apne uss blog me login kare jisme aap logo upload karna chahte hai.
2. Ab aap apne blog ki dashboard me jaiye fir waha par Layout ka option hoga aap uspar click kijiye.
3. Fir aapko kisi gadget me ek header ka option dikhega ussme ek edit ka button hoga aap uspar click kijiye. Aap picture me bhi dekh sakte hai.
4. Ab aapke samne ek new page khulega usme aapko kuchh istarha ka options show hoga.
# Blog Tittle :
Issme aap apne blog ka Tittle dijiye jaise maine di hai How To Help In Hindi kyuki yahi mere blog ka Tittle hai.
# blog description
Aap blog description likhdijiye mai to kahunga description chhota aur sweet likhiye. Jaise maine likha hai Hamare blog ke articles padhte rahiye aur sikhte rahiye.
# Image :
Issme aapko logi ya images upload karne ke liye 2 option milega.
◆ from your computer-
Issme aap browse pe click karke apne mobile ya computer se apna wo logo ya images chhose karlijiye jo apne blog ke header me lagana chahte hai. Waise to likhahoga sirf your computer par aap mobile se bhi upload karsakte hai.
◆ From the web. Paste an image url below :
Agar aap apne blog ka logo ya images kisi url ke jariye upload karna chahte hai to aap yaha par apna uss logo ya images ka link add karsakte hai.
# Placement
Issme aapko kuchh options istarha dekhega,
◆ Behind Tittle and Description
【√】 Instead of tittle and description
◆ Have description placed after the image
◆ Shrink to fit
Ab aap second number par jo option hai instead of tittle and description usspar tick yani check mark hrdijiye. Aap picture me bhi dekhsakte hai. Aap chahe to isse apne tarike se bhi set kar sakte hai.
5. Fir sab set karne badh aap lastme ek SAVE ka button hoga aap uspar click kardijiye.
Ab aapke blog ke header me wo logo ya images upload ho chuka ha jo aapne upload kiya tha. Ab aap view blog par click karke mobile aur computer dono me check karlijiye ki aapka logo add huwa ki nahi ya fir logo ka size fit hai ki nahi. Agar logo ka size fit nahi hai to aap firse wahi process karke uss purane bale logo ko remove kardijiye aur firse resize karke uplaod karlijiye aap chahe to shrink to fit option ka bhi use kar sakte hai par aapko jo achha lage wohi kijiye.
Aap ye articles howtohelpinhindi.blogspot.com par padhrahe hai.
Note :
1. Ham aapko agle post me ye batayenge ki hamara logo dusre logo ke copy karne se kaise bachaye ya roke.
2. Ham aapko kisi articles me apne blog, website ya kisi chij ke liye kaise banate hai.
Also Read -
To dosto aapko ye article kaisa laga comment karke jarur bataiye ye article aap howtohelpinhindi.blogspot.com par padh rahe the aise aur bhi article padhne ke liye hamare iss blog ko dekhte rahiye. Aur ekbar Home jarur check kare sabhi article dekhne ke liye. Ab maine aap ke liye itna time dekar itna help ki hai to thoda time dekar aap bhi mere help kijiye. Aapko kuchh jyada nahi karna hai sirf iss article ko aapko apne dosto ke sath Facebook,twitter aur google plus par share karna hai niche share ka button hoga uspar click kardijiye aur hamare site howtohelpinhindi.blogspot.com ke bareme apne dosto ko bhi jarur bataiye taki wobhi kuchh sikhle. Dusro ko kuchh achhe sikhakar ya batakar aap bhi logoki help karke social work karsakte hai. Agar mujhse article likhne me koi galati hogaya ho to please mujhe maaf kar dijiyega.
13 comments
commentshi sir...
Replyyou are very good writter and your article is very nice.
I am truly impressed with this site. A feature that I particularly enjoy is the good content. Thank you.
post property for rent
Sir. Blogger Header Image ki Size Kya honi Chahiye, Please Zaroor Bataiye Mera Ye Blog hai www.vestigeknowledge.blogspot.com
ReplyPhone Pe Chrome Browser se Open Karne Pe Full Blog Logo Show ho raha hai But Laptop Or Computer pe Nahi Show ho rha hai
Please Help me Sir.
My Calling And WhatsApp No. +918097442002
Apki theme konnsi he plz
ReplyBHAI FULL LOGO NHI SHOW HO RHA H KYA KRNA HOGA PL.. HELP ME N HI PHONE ME HOTA H FULL LOGO SHOW OR N HI LAPTOP ME
ReplyBlogger द्वारा संचालित, ka blog logo B kaise hataye
ReplyNice article keep it up
ReplyI got these template you can use on your blogger
Free Download premium eventify blogger template
Download maxseo blogger template
schema blogger template free download
premium templates Download for your website
"católicos online,
Replycatólico vs evangelico,
católico vs ateo,
católicos vs protestantes,
católico soy canción,
católicos contra el liberalismo,
católico vs protestante,
católico vs cristiano,
católico vaya semanita,
católico vuelve a casa,
católico apostólico romano musica,
católico agnóstico,
católico apostólico,
católico anglicano,
predicador católico braulio calan,
cantante católico braulio calan,
cantó católico bonito,
estudio bíblico católico,
católico curioso,
católico cantos,
católico cristiano,
católico defiende tu fe,
católico desde chiquitico,
católico de corazón,
click here
Replyclick here
click here
click here
click here
click here
click here
click here
click here
Replyपीरियड मिस होने के कितने दिन बाद प्रेगनेंसी टेस्ट करे
Ashok Saraf Biography in hindi
Replyyour article is very informative and easy to understand. thank you.
ReplyWhen to Take a Pregnancy Test
Great Article
Reply