How to recover or restore deleted gmail emails or files in hindi
Namaskar dosto aap sabhiko mere howtohelpinhindi.blogspot.com ke hindi blog me swagat hai. Aaj ham sikhenge ki gmail account me se deleted mails ko kaise firse restore ya recover kare. Dekhiye kai bar kya hota hai. Hame bahut sare log mail karta hai bahut jyada mail hojane ke karan se ham un mese bahut si mail delete kardete hai. Ya kaibar ham sabhi mails ko bhi delete kardete hai. Magar badhme jakar hame yaad aata hai. Ki aare usme to mera kai sare important mail bhi tha aur maine galti se bhulkar usse bhi delete kardi. Fir ham absos karne lagte hai ki ab unsabhi important mails ko firse wapas kaise laye. Matlab deleted important mail ko recover karne ka kya tarika hosakta hai.
Also Read:-
Gmail account me auto reply setup kaise kare | gmail vacation responder kya hai
Google or gmail ka profile name kaise change kare full details hindi me
Aajkal world me maximum log gmail ka use karne laga hai. Aur apna important contacts, documents jaise bahut si chij gmail mail ke jariye mail karne lage hai. Aise me hamara koi important documents mistake se delete hojata hai to hame kafi absos hota hai. Aur hame bahut pachtana parta hai.
Par ab aapko hairan hone ki koi jarurat nahi. Aaj aap ye post achhitarha se pure padhne ke badh janjayenge ki apna deleted gmail mail ka recovery kaise karte hai. To chaliye ham jan lete hai isse details me.
Also Read:-
Apne android phone me wifi icon aur status bar kaise hide aur unhide kare
Live video stream kya hai facebook par live video kaise share kare
Gmail me deleted mails aur files ko restore|recover kaise kare?? full details hindi me-
1. Sabse pehle aap apne uss gmail account me login hojaiye jissme aap aap apna deleted mails ko recover karna chahte hai. Aap gmail.com par click karke yaha se bhi login kar sakte hai.
2. Fir aap test karne ke liye apna koi ek bekar ka mail delete kijiye.
3. Uske badh aap left side me dekhenge to compose ke kuchh niche aapko ek More Lebels ka option dikhega. Aapko uss more lebels bale option par click kardena hai. Aap picture me bhi dekhate hai.
4. Fir aapke samne kuchh options dikhega unmese ek options hoga Bin ka ya fir Trash ka in dono ka meaning yaha par same hi hai. In dono me se aapko koi ek option dikhega to aapko uss Bin ke option par click kardena hai. Aap picture me bhi dekhsakte hai.
5. Usske badh aapke samne wo sare mails open hojayenge jo aapne delete kiye honge. Ab aap jis mail ko recover yani restore karna chahte hai usse select kijiye. Aur fir select karne ke badh upar aapko ek folder ka icon dikhega. Aap ko uss folder bale icon par click karna hai.
6. Ab aapko kuchh folders dikhega aap koi ek folder choose karlijiye. Jaise maine ki hai Inbox. Aap picture me bhi dekhsakte hai. Folder select karte hi aapka deleted mails restore yani recover hohayega.
Ye recover karne ke badh aapne jiss folder ko select ki hai aapka deleted mails ussi folder me move hojayega. Jaise maine Inbox ki hai to mera deleted mail firse Inbox me aagaya hai.
Android phone par deleted files recover kaise kare like videos,musics,apps
Aapka mobile phone original hai ya fake kaise pata kare IMEI number use karke
Also Read:-
Android phone par deleted files recover kaise kare like videos,musics,apps
Aapka mobile phone original hai ya fake kaise pata kare IMEI number use karke
Note :- Aapkne jo mail delete ki hai usse aapko 30 din ke bhitar hi recover|restore karna hoga warna ye automatically 30 din ke badh delete hojayega. Kabhi kabhi hosakta hai ye 30 din ke badh bhi delete na ho par kisi na kisi din ye jarur delete kardega. Issiliye jitna jaldi hosake utna jaldi 30 se pehle apne deleted mail ko recover karlijiyega.
To dosto aapko ye article kaisa laga comment karke jarur bataiye ye article aap howtohelpinhindi.blogspot.com par padh rahe the aise aur bhi article padhne ke liye hamare iss blog ko dekhte rahiye. Aur ekbar Home jarur check kare sabhi article dekhne ke liye. Ab maine aap ke liye itna time dekar itna help ki hai to thoda time dekar aap bhi mere help kijiye. Aapko kuchh jyada nahi karna hai sirf iss article ko aapko apne dosto ke sath Facebook,twitter aur google plus par share karna hai niche share ka button hoga uspar click kardijiye aur hamare site howtohelpinhindi.blogspot.com ke bareme apne dosto ko bhi jarur bataiye taki wobhi kuchh sikhle. Dusro ko kuchh achhe sikhakar ya batakar aap bhi logoki help karke social work karsakte hai. Agar mujhse article likhne me koi galati hogaya ho to please mujhe maaf kar dijiyega. Hamare site ko subscribe karna mat bhuliye. Kyunki subscribe karlene par hamare post sidha aapke gmail par vejdiyajayega.
Like my facebook page -
Howtohelpinhindi
Thanks fir visit
12 comments
commentsHi नमस्कार sir मेरा एक प्रश्न है की मै अपने email id का पासवर्ड भूल गया हु और मेरा रिकवरी मोबाइल बंद हो गया है ,Digitalmarketing Expert
ReplyPankajSEO Expert
HomeLoan Providers Thane sir कोई ऐसा ट्रिक बताये sir की मै अपना email id एक्सेस कर सकू sir प्लीज हेल्प me
Aapne email id banate samay koi external recovery email to jarur diye honge aap uss email ke through bhi apna gamil ka password Recover karsakte hai. Thanks for comment
ReplyNice Post..Really Helpful
ReplyI am facing same issue and after this blog i had recovered my data
How to recover email deleted from trash
SIR MERA GMAIL KA EK DATA DELETE HO GAYA HAI JO VERY IMPORTANT HAI AUR DELETE HUWE 1 MONTH HO GAYA HAI AUR O TRASH ME NAHI HAI TO KAISE RECOVER KARENGE
Replysir gmail id ke bin se delete massage ko kaise recover kare
Replyhow to back up perminetly deleted mail,photo from gmail id?
ReplyIf you need to stop Gmail from blocking Emails then on your system open Gmail after that open the message and then in the top right corner click “more” from the menu that appears click “Block sender.” If you need more help then ask for it from the Gmail experts.
ReplyGmail Support Number UK
Right, Your Blog suggestion...
ReplyIf you need to sign into Hotmail without outlook then go to the outlook.com then further select sign in then enter Email address or phone number and then select “next” if you still need more information then ask for it from the experts at Hotmail support number uk. The experts are available 24*7 and the issue can be resolved anytime. +44 800-368-9168 Hotmail Customer Service Number UK
Contact Now: Hotmail toll free number UK
How to Delete Gmail Account
ReplyYour blogs are really awesome and full of information. I would like to say thank you to share such good information. visit our website http g co recover for help and talk our experts. If you face any problems regarding google account recovery page.
ReplyNice Article, This post is really awesome and it is very useful to me also.
ReplyThe Android users are increasing daily and I hope this recovery tool may help the smartphone users which are suffering from data loss and media files deletion from them.
I also recommend to the android data lost users to use Android Data Recovery Software to get easily and in just a few steps they will get back their all lost data from LeMax, Realme, Samsung, Blu Dash, Xiaomi, Huawei, ZTE, Lenovo, Motorola, Oppo, OnePlus, and much more mobile phones also.
Thanks Again...
Mera ek send email 10 hours phle hat gya hai wapas kAese lae importan email th please reply me
Reply